MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

mere dilbar mujh par khafaa naa ho ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya mere dilbar mujh par khafaa naa ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya jo kisi ke roke ruka naa ho kisi sang e dar par jhuka naa ho tere dar per kaise phisal gaya ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunhehri rangat dhuli dhuli ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunehri rangat dhuli dhuli ye ghaneri zulfen khuli khuli jo zamaane bhar ka guroor hai jo nasha hai jo bhi suroor hai wo tere shabaab mein dhal gaya ho mere dilbar mujh par khafa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai na ye dushaman hai naa habeeb hai main kabhi na isko samjh saka kabhi apnon se bhi hua khafaa
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigahen me ri amaanat hain ke ye badan ye nigahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chaanv hai meri khatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu
kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko hum to samjhe the hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona kis liye jeeten hain hum kis liye jeeten hain hum kis ke liye jeeten hain baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe
kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa yauwan ritu sajan jaa ke naa aaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaage naa soyaa singaar soyaa singaar jhanan jhan jhanan neet naa bulaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet barase naa neet neet bar barase naa neet neet bar barase naa neet neet barase naa ras ki fuhaar ras ki fuhaar sapan jal gagan neet naa lutaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haa haa haa kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin jism se phool chatakane ki sadayen aaeen jism se phool chatakane ki sadayen aayin ooo ooo ooo ruh khilne lagi ruh khilne lagi sanson mein mehak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi ooo ooo ooo honth tapne lage honth tapne lage zulfon mein lachak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron
keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai socha hai tumne ke chalte hi jaayen taaron se aage koi duniyaan basaayen socha hai ye ke tumhen rasta bhulaayen sooni jagah pe kahin chhede daraaye haaye re naa naa haaye re naa naa ye naa karna are nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin nahin keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai socha hai tumne ke kuchh gungunaayen masti mein jhoome zara jhoome machaayen socha hai ye ke tumhen nazdik laayen phoolon se honthon ki laali churaayen haaye re naa naa haaye re naa naa ye naa karna are nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin nahin keh doon tumhen yaa chup
khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wooo humne is duniya ke dil mein jhaanka hai sau baar le le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bhare the tab banglon mein thehre are khaali huye to hum tak pahuche bhare the tab banglon mein thehre khaali huye to hum tak pahuche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche hoo oo in sharnarthiyon ke sar par de de thoda pyaar le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali ki guarantee dunga
aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa aaaa kisi ke waade pe kyun kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya na aane waalon ka kyun na aane waalon ka kyun intezaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya na wo hamare huye aur na hum rahe apne aaaa na wo hamare huye aur na hum rahe apne mohabbaton ka ajab mohabbaton ka ajab karobaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya wo khel khel rahe the wo khel khel chuke hooo wo khel khel rahe the wo khel khel chuke khata hamari thi kyun khata hamari thi kyun unse pyaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla hoo bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla sharabkhane ka rukh sharabkhane ka rukh ikhtiyar hamne kiya na aane waalon ka kyun na aane waalon ka kyun intezaar hamne kiya na aane waalon ka kyun intezaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya
kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai magar jab tak na chhedo sharmgi parde mein soti hai ye socha hai ki dil ki baat uske rubaru keh de nateeja kuch bhi nikle aaj apni aarzu keh de har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada hai har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada
kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi milon hai khamoshi barson hai tanhaayi bhooli duniyaan kabhi ki tujhe bhi mujhe bhi phir kyun aankh bhar aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi koi bhi saaya nahin raahon mein koi bhi aayegaa na baahon mein tere liye mere liye koi nahin rone waala hoo jhooti bhi naata nahin chaahon mein tu hi kyun dooba rahen aahoon mein koi kisi sang mare aisa nahin hone waala koi nahin jo yunhi jahaan mein baante peer paraayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi tujhe kya beeti huyi raaton se mujhe kya khoyi huyi baaton se sej nahin cheeta sahi jo bhi milen sona hoga hooo gayi jo dori chhuti haanthon se lena kya toote huye saathon se khushi jahaan maangi tune wahin mujhe rona hoga na koi tera na koi mera phir kis ki yaad aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga humara tumhaara o dilbar dilaara naa hoga guzaara are hoga kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga humara tumhaara o dilbar dilaara naa hoga guzaara are hoga kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga baalon ki mehak mere liye hai are re re gaalon ki chamak mere liye hai laa haath laa hooooo aise na behak main na milungi tara rum aur koi tak main na milungi pichhe naa aaa baalon ki mehak mere liye hai are re re gaalon ki chamak mere liye hai laa haath laa aise na behak main na milungi tara rum aur koi tak main na milungi pichhe naa aaa humara tumhaara o dilbar dilaara naa hoga guzaara are hoga kuchh bhi kar lo ek din tumko meri hona hoga lala lala lala lala lala lala lala lala la la la lalaaaa la hona hai tujhe yun bhi kisi ki are re aisi bhi hai kya mere mein kami ye to bataa hoooo hona hoga jab mujhe kisi ki tara rum soch loongi tab tere liye bhi jaldi hai kya hona
kya miliye kya miliye aise logon se jinki fitrat chhupi rahe kya miliye aise logon se jinki fitrat chhupi rahe nakli chehra saamne aaye asli soorat chhupi rahe kya miliye aise logon se jinki fitrat chhupi rahe nakli chehra saamne aaye asli soorat chhupi rahe khud se bhi jo khud ko chhupaye kya unse pehchaan kare kya unke daaman se lipte kya unka armaan kare khud se bhi jo khud ko chhupaye kya unse pehchaan kare kya unke daaman se lipte kya unka armaan kare jinki aadhi niyat ubhare aadhi niyat chhupi rahe nakli chehra saamne aaye asli soorat chhupi rahe dildaari ka dhong racha kar jaal bichhayen baaton ka jeete jee ka rishta keh kar sukh dhoondhe kuchh raaton ka dildaari ka dhong racha kar jaal bichhayen baaton ka jeete jee ka rishta keh kar sukh dhoondhe kuchh raaton ka ruh ki hasrat lab par aaye jism ki hasrat chhupi rahe nakli chehra saamne aaye asli soorat chhupi rahe jinke zulm se dukhi hai janta har basti har gaaon mein daya dharam ki baat karen woh baith ke
aa aa aa aa aa aa aa aa laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag chunri mein daag chhupaaon kaise ghar jaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag ho gayi maili mori chunariyaa kore badan si kori chunariyaa ho gayi maili mori chunariyaa kore badan si kori chunariyaa aa aa aa jaake baabul se najrein milaaon kaise ghar jaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag bhool gayi sab vachan bidaa ke kho gayi main sasuraal mein aake bhool gayi sab vachan bidaa ke kho gayi main sasuraal mein aake aa aa aa jaake baabul se najrein milaaon kaise ghar jaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag kori chunariyaa aatma mori mael hai maaya jaal kori chunariyaa aatma mori mael hai maaya jaal wo duniya more baabul ka ghar ye duniya sasuraal haan jaake baabul se najrein milaaon kaise ghar jaaon kaise
log kehte hain ki hum tumse kinara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain tumne jis haal e pareshan se nikala tha hamein aasra de ke mohabbat ka sambhala tha humein sochte hain ke wahi sochte hain ke wahi haal dobara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain yun bhi ab tumse mulakaat nahin hone ki mil bhi jaao mil bhi jaao to koi baat nahin hone ki aakhri baar bas ab aakhri baar bas ab zikrr tumhara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain aakhri baar khayalon mein bula lein tumko aakhri baar kaleje se laga lein tumko aur phir apne tadapne aur phir apne tadapne ka nazara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain ki hum tumse kinara kar lein
laage manwa ke beech kataari ke maara gaya ke maara gaya brahmachari haye kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine naari ke maara gaya ke maara gaya brahmachari aisa ghoonghru payaliya ka chhanka haye haaye re chhankaa mori mala mein atak gaya man ka haaye re man ka main to bhoola prabhu main to bhoola prabhu sudh budhh saari ke maara gaya ke maara gaya brahmachari kaisi zulmi banayi taine naari ke maara gaya brahmacharii koi chanchal koi matwaali hai matwaali hai koi natkhat koi bholi bhaali hai bholi bhaali hai kabhi dekhi na thi kabhi dekhi na thi aisi phoolwari ke maara gaya ke maara gaya brahmacharii bade jatnon saakh banayi thi haan banayi thi mori barson ki punya kamayi thi haan kamayi thi taine pal mein haaye taine pal mein bhasam kar daari ke maara gaya ke maara gaya brahmachari haye kaisi zulmi banayi taine naari ke maara gaya ke maara gaya brahmacharii
main bambai ka babu naam mera anjaana english dhun mein gaaun main hindustaani gaana hey main bambai ka babu naam mera anjaana english dhun mein gaaun main hindustaani gaana main bambai ka babu ye duniyaan hai uski jo duniyaan se khele sakhti ho ya narmi are hanste hanste jhele ye duniyaan hai uski jo duniyaan se khele sakhti ho ya narmi are hanste hanste jhele sun lo aji sun lo ye jaadoo ka taraana main bambai ka babu naam mera anjaana english dhun mein gaaun main hindustaani gaana main bambai ka babu kuchh hain daulat waale kuchh hain taakat waale asli waalen wo hai are jo hain himmat waale kuchh hain daulat waale kuchh hain taakat waale asli waalen wo hai are jo hain himmat waale sun lo aji sun lo ye jaadoo ka taraana main bambai ka babu naam mera anjaana english dhun mein gaaun main hindustaani gaana hey main bambai ka babu aaya hoon main bandhu rus aur cheen mein jaa ke kaam ki baat bata di are comdey gaana ga ke aaya hoon main bandhu rus aur cheen mein jaa ke
main jaagun saari rain sajan tum so jaao so jaao so jaao geeton mein chhupa loon bain sajan tum so jaao so jaao so jaao phiki pad gayi chaand ki jyoti dhundhale ho gaye deep gagan ke phiki pad gayi chaand ki jyoti dhundhale ho gaye deep gagan ke so gayi sunder sejj ki kaliyaan so gaye khilte bhaag dulhan ke khul kar ro len nain hooo oooo khul kar ro len nain sajan tum so jaao so jaao so jaao jaag ke so gayi tann ki agani badh kar tham gayi mann ki halchul jaag ke so gayi tann ki agani badh kar tham gayi mann ki halchul apna ghunghat aap ulat kar khol di maine paanv ki chhagal ab hai chain hi chain hooo oooo ab hai chain hi chain sajan tum so jaao so jaao so jaao main jaagun saari rain sajan tum so jaao so jaao so jaao so jaao hmm hmm hmm hmmm hmmm
main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa barbaadiyon ka sog manana fizul tha barbaadiyon ka sog manana fizul tha manana fizul tha manana fizul tha barbaadiyon ka jashan manata chala gaya barbaadiyon ka jashan manata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya
maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili zakhm paaye hain baharon ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin meri nazaron ne nazaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi meri raahon se judaa ho gayi raahein unki meri raahon se judaa ho gayi raahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki jinpe iss dil ne
maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon main zaleel hoon main zaleel hoon tumko kya kahun are tumko kya kahun tumko kya kahun maine pee sharab tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum shareef log tum ameer log hum tabaah haal hum fakeer log zindagi bhi rog maut bhi ajaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tumne kitne dil chaak kar diye kitne baste ghar khaak kar diye maine to kiya khud ko hi kharaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab reet aur riwaaz sab tumhare saath dharm aur samaaj sab tumhare saath
    Songs Title Film/Album Song Number
Jo Yeh Dil Deewana Dharmputra (1961) 13079
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Kabhi Kabhie (1976) 20706
Kabhi Khud Pe Kabhi Hum Dono (1961) 20707
Kahe Tarasaye Jiyara Chitralekha (1964) 13003
Kaun Aaya Ke Nigahon Mein Waqt (1965) 20749
Keh Doon Tumhen Deewaar (1975) 18122
Khaali Dabba Khaali Botal Neel Kamal (1968) 32124
Kisi Ke Waade Pe Kyun The Burning Train (1980) 32699
Kisi Patthar Ki Murat Hamraaz (1967) 13309
Kiska Rasta Dekhe Joshila (1973) 17967
Kuchh Bhi Kar Lo Joshila (1973) 18459
Kya Miliye Aise Logon Izzat (1968) 13385
Laaga Chunri Mein Daag Chhupaaon Kaise Dil Hi To Hai (1963) 20819
Log Kehte Hain Bahu Begum (1967) 36107
Maara Gaya Brahmachari Chitralekha (1964) 13004
Main Bambai Ka Babu Naya Daur (1957) 13856
Main Jaagun Saari Bahurani (1963) 12803
Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Hum Dono (1961) 20877
Maine Chaand Aur Sitaron Ki Chandrakanta (1956) 15149
Maine Pee Sharab Naya Raasta (1970) 13859